Intro
MGA was sooo high on opium, he was normally in a drug-induced-stooper. There are many stories of MGA not being able to tell if he was even wearing any shoes and he still walked for miles. There is another story how MGA couldn’t differentiate between the left and right shoe. Enjoy…

_____________________________________________________________________________________________
https://exahmadi.blogspot.com/p/anecdotes-from-ghulam-ahmads-life.html

Mirza Ghulam Ahmad and his footwear

Struggling to put the correct foot in his shoes:

 

Transliteration:

“Aik dafa koi shakhs aap ke liye gurgabi le aaya. Aap ne pehn li magar iss ke liye seedhay paon ka aap ko pata nahi lagta tha, kai dafa ulti pehn letay they aur phir takleef hoti thi, baaz dafa aap ko ulta paon par jata tou tang ho kar farmatey in ki koi cheez bhi achi nahi hai. Walida sahiba ne farmaya ke mein ne aap ki sahulat ke wastey ultey seedhay paon ki shanakhat ke liye nishan laga diye they magar bawajood iss ke aap ulta seedha pehn letay they iss liye aap ne usay uthar diya.”

Translation: 

“On an occasion, someone brought a gurgabi (a type of footwear worn in punjab) for him (Ghulam-Ahmad). He put them on but could not differentiate between the right and left shoe. Often, he used to wear them on the wrong foot and then feel discomfort. Sometimes, feeling pain from walking in the wrong shoe, he would get irritated and say ‘nothing of those people is good’. Mother (Nusrat Jehan) said that she had marked the right and left shoe for his convenience. Despite this, he would still wear them wrong, and due to this, he stopped wearing them.”

His shoe troubles further continued:

“Aaj se saath (60) saal paishtar aam tor par shurafa ke larkey baaz bari bari riyasato mein apnay taat ke sath chaltey jatey aur waha barey barey ohdey hasil kar letey. Janab Mirza Ghulam Murtaza sahab marhoom Riyasat-e-Kashmir mein aik mu’aziz ohdey par reh chukay they iss liye un ke aik baradar’zada ki tehreek par Mirza (Ghulam Ahmad) sahab aur Syed Muhammad Ali Shah sahab talash-e-rozgar ke khayal se Qadian se chaley gaye. Kala Noor ke qareeb aik naley se guzartey huway Mirza sahab ki jooti ka aik paon nikal gaya. Magar wo apney rang mein aisay mustaghraq aur mahu they ke inhein maloom bhi nahi huwa. Jab tak waha se bohot door ja kar yaad nahi karaya gaya. Aakhir Jammu pohonchay waha aap ka kaam ba’juz Quran Shareef ki Tilawat aur Nimaz ki pabandi ke aur kuch na tha, wahan in umoor mein munhamik rehtey. Chand rooz ke baad aik rishtedar wahan pohoncha aur sab ko wapas le aaya.”

Translation:

“60 years ago, the sons of honorable people (shurafa) would walk around big states with pride, and they used to serve there on high ranks/offices. The late Mirza Ghulam Murtaza (the father of Ghulam-Ahmad) had served on a high rank/office in the state of Kashmir. Upon the insistence of the brother, Mirza Sahab (Mirza Ghulam) and Syed Muhammad Ali Shah left Qadian in search of employment. Whilst passing a sewer (naali) close to Kala Noor, Mirza Sahab lost one of his shoes, but he was so lost in his thoughts that he didn’t even notice, until he was notified when they had reached quite a distance from there. Finally, they arrived in Jammu, there his daily routine was the recitation of Quran and keeping up with his prayers, he was busy in these affairs. After a few days a relative arrived and brought all of them back (to Qadian).”

– [Hayat-e-Ahmad: Volume 1, Page No. 89]

And the shoe troubles did not quite end there:

 

“Jin dino aap baaz dusrey ashkhas ki tehreek par jammu ki taraf tashreef le kar gaye hain rastey mein jutey ke gum honay ka waqia to pehley bayan ho chuka hai. In dino aik martaba aap ka juta ajeeb tarz se gum huwa jo aik lateefa se kam nahi. Aur dar’asal aap ke Isteraq’Ilallah ki aik misaal hai. “Sardi ka mousam tha aap ne chamrey ke mouzay pehney huway they jin ko iss mulk mein kukreil ki jurabein kehtey hain. Wo bajaye khud juti he ki tarha goya hoti hain. Raat ko sonay lagay tou paon se juta nikala. Aik juta tou nikal gaya aur dusra paon he mein raha. Aur iss jutey samait he thora bohot hissa raat ka jo sotey they soye rahay. Uthey to jutey ki talash huwi. Idhar udhar dekha pata nahi chalta. Aik paon moujood hai aur ye khayal he nahi aata ke paon mein reh gaya hoga. Khadim ne kaha ke shayad kutta le gaya hoga. Aur iss khayal par wo idhar udhar dekhney bhalney laga. Thori dair ke bad ittefaqan jo paon par hath laga tou maloom huwa ke oho! wo tou paon he mein phansa huwa hai aur ham khayal kartey rahay ke sirf jurab he hai. Khair khadim ko awaz di juta mil gaya, paon he mein reh gaya tha.”

Translation:

“In those days when he (Ghulam-Ahmad) headed towards Jammu. The story of him (Mirza) losing a shoe has been narrated before. In those days he lost his shoe in a strange manner which is no less than a joke. You sent Today at 16:25 And this is an example of his isteraq in Allah. It was cold and he was wearing leather socks, which in this country are called Kukriel socks. Those leather socks are like shoes. He went to sleep at night and attempted to take his shoes off. One shoe came off and the other stayed on. And with this shoe on he slept for a portion of the night which he usually slept for. When he awoke he began searching for his shoe. He looked here and there but didn’t find anything. One shoe was present and he didn’t even notice that it’s still on the foot? A servant said maybe a dog has taken it. And with this idea he began searching here and there. After a while he coincidentally his hand felt his foot and he realized that its stuck on his foot and he assumed it was only a sock. Then the servant was called and told the shoe is found and that it was still on the foot”
– [Hayat e Ahmad: Volume 2, Page No. 304]

______________________________________________________________________________________________

Mirza Ghulam Ahmad couldn’t differentiate between the right and left shoe

Scans

_____________________________________________________________________________________________
Links and Related Essay’s

https://exahmadi.blogspot.com/p/anecdotes-from-ghulam-ahmads-life.html

https://ahmadiyyafactcheckblog.com/2016/08/13/mga-lied-about-his-opium-use/

_____________________________________________________________________________________________
Tags

#ahmadiyya #ahmadiyyafactcheckblog #messiahhascome #ahmadiyyat #trueislam #ahmadianswers #ahmadiyyamuslimcommunity #ahmadiyya_creatives #ahmadiyyatthetrueislam #ahmadiyyatzindabad #ahmadiyyatrueislam #ahmadiyyamuslim  #mirzaghulamahmad #qadiani #qadianism